Gussa Kam Karne Ki Dua in Hindi

GUSSA KAM KARNE KI DUA

Gussa Kam Karne Ki Dua

Baaz log apne tez gusse ki wajah kayi baar buri halaton ka shikar ho jate hai. Gussa haram hai kyuki ye shaitaani harkat hai, lekin kuch logo ko apne gusse par bilkul kabu nahi hota. Agar aap bhi apne gusse par kabu nahi kar pate toh aapke liye zaroori hai ki aap gussa kam karne ki dua Allah Miyan se mange. Insha Allah, dheere dheere aapka gussa kam ho jayega. Agar aap aksar apne andar chid chidahat mehsoos karte hai ya phir aapko choti choti baton ka bura lagta hai toh gussa kam karne ki dua aapke liye sabse mufeed tarika hai.

Gussa Kam Karne Ki Dua in Hindi

Iski madad aapke baat baat par gusse karne ki adat khatam ho jayegi. Gusse ko kabu karne ki dua aapke andar badi se badi baat ko hausle se bardaasht karne ke kabil bana degi. Ye aapke andar sabr aur hausla paida karegi jisse aap har tarah ke mamlaat ko badi hi asaani se hal kar lenge. Kayi baar gusse mein insaan apna hi nuksan kar leta hai. Agar aap bhi apne gusse ki wajah se aisi pareshaniyon ka shikar ho chuke hai toh aapko jald se jald apne gusse ko kabu karne ki dua ka istemal karna chahiye.

Gussa Kam Karne Ki Dua in Hindi

Gusse Ko Kabu Karne Ki Dua

Agar aapke shohar ya aulad ke andar gussa karne ki kaifiyat zyada hai aur wo aap par baar baar gussa karte hai toh aap unke liye bhi gussa kam karne ki dua in hindi parh sakti hai. Aap agar urdu ya English mein ye dua nahi chahti toh aap humare molvi sahab se gussa kam karne ki dua in hindi hasil kare. Insha Allah, wo aapki poori madad karenge aur bahot jald aapki ye pareshani khatam ho jayegi. Aap pareshan na ho. Gussa har kisi ke andar hota hai, bas koi sabr karna janta hai aur koi nahi.

Jab aap gussa kam karne ki dua parhte hai toh Allah talah aapke andar hausla, taqat aur sabr paida karta hai jiski madad se aapko apne gusse par kabu karna ajata hai. Aap Allah Miyan se apne gusse ko kabu karne ki dua mange aur bahot jald aapki ye takleef khatam ho jayega. Gussa kamzoro ki nishani hai. Agar aap kamzor hai toh hi apke andar gussa paida hoga. Isliye aap apni mazbooti ke liye, apni taqat ke liye Allah Talah se dua mange aur Insha Allah, bahot jald aapko kamyabi hasil hogi.

Gussa kam karne ki dua is given below as:

“Wal Kazimeenal Gaiza Wal Aa Faina Anin Naasi Wal Laaho Yu Hibbul Muhsineen”

  • Agar aapko shaded gussa ata hai aur aap kabu se bahar ho jate hai aur sab kuch lal dikhne lagta hai toh aap 101 martaba is ayat ko 21 dino tak parhe.
  • Aur har roz thodi si cheeni par dum kare aur phir uski chai bana kar pee le.

Gusse Ki Dua

If you are seeking a dua (supplication) to seek refuge from anger or to calm anger, there is a specific dua mentioned in the Hadith (teachings and practices of the Prophet Muhammad, peace be upon him). The following gusse ki dua can be recited:

“A’oodhu billahi minash-shaitanir-rajeem. Allahumma ighfirli wa arhamni, wa ‘aafini, wa ‘hdini, wa zukni.”

Translation: “I seek refuge in Allah from Satan the accursed. O Allah, forgive me, have mercy on me, grant me well-being, guide me, and provide for me always.”

Reciting this gusse ki dua with sincerity and seeking Allah’s forgiveness and guidance can help in managing anger and seeking His protection from its harmful effects. It is also important to remember that along with supplication, one should strive to develop patience, self-control, and seek healthy ways to manage and control anger.

Also Read:

Dua To Soften Someone’s Heart

 

Our Score
Click to rate this post!
[Total: 3 Average: 5]

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *